Notion Press
Suraj Kshitij Men / ???? ????? ??? (Hindi Edition)
Product Code:
9781647834104
ISBN13:
9781647834104
Condition:
New
$17.82
Hai kaise hain aap."" Achank mujhe dekhkr vh muskurate hue boli. ""Shayd main phle kbhi apko dekha hai"". Mere mukh se avaj nikla, lekin khan kuchh yad nhin aa rha. Han dekhen honge, sambhav hai kisi mele me, ya pahadon ki rkhti men, ya tirth sthanon pr"". Vh jaise mere prichay ka mohtaj nhin thi. Laparvahi k sath bolti chali gai. Mai all use dekhe ja rha tha, lekin munh se shbd nhin nikal rhe the. Mujhe lga vh mujhse bat krne k lie kuchh jyada hi romanchit aur utsuk thi. ""Mai apko yhan dekhkr kafi romanchit hun, prichay ke lie bola doon ki main ain hun. Ek phadi ladki. Mai yhan yh smjhne me apka mdd krne ke lie taiyar hun ki aap apne khani lekh men yhan ke prakartik sushma ka vrnn krne ke lie kin kin binduon pr jyada dhyan dene ki jrurt hai"". Vh bolti chli gai aur bina mera pravah kie laparvahi ke sath jor jor se hansne lgi. Mai asmanjas men tha. Uski baton se romanchit bhi tha. Mai usse sidha saval kiya---""tum bdi ajiv ladki ho. Phle tum apna prichay to btao, aur tum ye kaise janti ho ki mai kya khani likhta hun"".
Author: Surendra Prajapati |
Publisher: Notion Press |
Publication Date: Dec 28, 2019 |
Number of Pages: 102 pages |
Language: Hindi |
Binding: Paperback/Fiction |
ISBN-10: 1647834104 |
ISBN-13: 9781647834104 |