Notion Press
Awadhoot Geeta / अवधूत गीता
awadhoot geeta gyanmarg se sambandhit prachin granth hai aur yah granth pehle se bhinna bhashaon mei prakashit ho chuka hai. Is pustak mei bhagwan shri dattatreya ji ki vaani ko bahut hi saral shabdo mei vyakhya kar prastut kiya gaya hai. Yah prayas isliye hai ki yah pustak un sadhako ke margdarshan mei sahayak ho sake jo sanskrit bhasha ke jankar nahi hai ya naye hai.
Vyakhyakar sadguru shri tarun pradhan ji is sarvocch gyan ko ek aam sadhak tak pahuchane ka mahan kaarya varsho se kar rahe hai. Iske liye ve aaj ke yug ke sanchar madhyamo jaise youtube channel ''bodhivarta'' mei video aur telegram mei online ''bodhivarta satsang'' ke dwara sadhako tak nirantar pahuchne ka prayas kar rahe hai. yah pustak bhi usi prayas ki ek kadi hai.
sampadak
Author: Vyakhyakar Pradhaan |
Publisher: Notion Press |
Publication Date: Nov 24, 2022 |
Number of Pages: 96 pages |
Binding: Paperback or Softback |
ISBN-10: NA |
ISBN-13: 9798888830116 |