Notion Press
Laharein: Ladkiyon ke Jeevan ki Kavitayein
Product Code:
9798893635409
ISBN13:
9798893635409
Condition:
New
$14.70
Laharein: Ladkiyon ke Jeevan ki Kavitayein
$14.70
Yeh "Lehren: Ladkiyon ke Jeevan ki Kavitayein" naamak sangrah aapke samne hai. Iss pustak mein humne ladkiyon ke jeevan ke vibhinn pehluon ko sundar kavitao ke madhyam se darsaya hai.
Yeh sangrah ek sahasik aur preranadayak yatra hai, jo ladkiyon ki shakti, saahas, aur sangharsh ko samajhne ke liye banaya gaya hai. Har kavita ek alag kahani ko sajha karti hai, jo unke sapno, ummedo, aur jeevan ke safar ko vyakt karti hai.
Yeh pustak na keval ladkiyon ki sthiti aur samasyaon ko samajhne mein madad karegi, balki samaj mein samanta aur samarthan ke liye bhi prerit karegi.
Aaiye, is safar mein saath chalein aur ladkiyon ke adbhut aur sahasik jeevan ko samjhein, samarthan karein, aur prerna prapt karein.
| Author: Karun Kundliwal |
| Publisher: Notion Press |
| Publication Date: Apr 08, 2024 |
| Number of Pages: 66 pages |
| Binding: Paperback or Softback |
| ISBN-10: NA |
| ISBN-13: 9798893635409 |