Skip to main content

Notion Press

Ashwathama: Ek Shrapit Chiranjivi se Kaliyug ke mahanayak ki yatra - Hardback

No reviews yet
Product Code: 9798894752471
ISBN13: 9798894752471
Condition: New
$27.56

Ashwathama: Ek Shrapit Chiranjivi se Kaliyug ke mahanayak ki yatra - Hardback

$27.56
 

Treta Yug - sabke anugreh karne ke baad bhi Ravan ne Sita Ji ko vapis lautane ki chinta nahin ki, vo janta tha ki use harana asambhav hai. Lekin use ye abhas hone laga tha ki is yudh me kuchh to anisht ho sakta hai, isliye vo aise kary me lag gaya ki uska astitiv hi na mite, na manushy ke hathon, na devta ke hathon. Vo hamesh dharti par rahega aur raaj karega.

Dvapar yug - Bhagwan krishn dekh rahe the ki Ravan ne jo asambhav anushthan treta yug me kiya, uski wajah se is yug me paap bahut adhik bad gaya hai. Isliye uski ke liye Bhagwan Krishn, Himalaya par gaye, Mahadev se Ashirwad lene, taki Ravan ki kaat paida ki ja sake.

Kaliyug - Ravan ki kali shakti ne Kaliyug me ek Rakshas paida kar diya. Idhar Bhagwan Krishn ke chamatkar se janmi daiviye atma ne Kaliyug ko ek mahanayak de diya. Dono amne samne hain, jiski chapet me, Madhya Pradesh ke Khandwa Zile ke Vaishnav aur Kaithi, Varanasi ke Shaiv samprday ke log aa chuke hain.





Author: Himanshu Verma
Publisher: Notion Press
Publication Date: Jul 01, 2024
Number of Pages: 194 pages
Binding: Hardback or Cased Book
ISBN-10: NA
ISBN-13: 9798894752471
 

Customer Reviews

This product hasn't received any reviews yet. Be the first to review this product!

Faster Shipping

Delivery in 3-8 days

Easy Returns

14 days returns

Discount upto 30%

Monthly discount on books

Outstanding Customer Service

Support 24 hours a day