Notion Press
Jwala: एक श्रापित राजवंश
Yah kahani Jwala Ghati ke us shrapit rajya ki hai jahan samay hazaron varshon tak ruk jata hai. Shraap jo prakriti devi dwara us rajya aur rajvansh ko diya jata hai, jise todne ke liye kai varshon ka intezaar aur ek punarjanm nirdharit hota hai. Yah Jwala shrankhla ki pehli kitaab hai, jo ek "samay yatra" par aadharit hai.
Hamara nayak jo Jwala Ghati ka yuvraj hai, vah ek bhavishyavani ke aadhar par bahari sansaar se judkar us shraap ka tod dhoondhta hai. Yah kahani nakaratmak aur sakaratmak urjaon ke beech sangharsh ki hai, jahan dhyaan, yog aur antarik urjaon ka mishran bhi dekhne ko milega. Panchtatvon ki shaktiyon ko bhi is kahani mein jagah di gayi hai.
Author: Medhay |
Publisher: Notion Press |
Publication Date: Sep 16, 2024 |
Number of Pages: 392 pages |
Binding: Paperback or Softback |
ISBN-10: NA |
ISBN-13: 9798895565186 |